Tera Chehra Nazar Aata Hai


Din tere khayal mein guzar jaata hai,
Raat mein bhi tera khayal aata hai,
Kabhi kabhi khayal iss kadar ubhar jata hai,
Aaine mein bhi tera chehra nazar aata hai.
 

About